Posted by: magpk on: June 8, 2009
Bohat mudat k baad kal jab kitaab-e-maazi ko main ne khoola Bohat say chahrey nazar main utrey Bohat say naamoon pai dil paseeja Aik aisa safha bhi us main aaya Likha howa tha jo aansooun say Jis ka unwan “hamsafar” tha Wo safha sab say hi moutabar tha Aik aur aansoo phir us pai tapka [...]
Posted by: magpk on: June 8, 2009
hawa ke jhonke ki tarah zindagi mein chale aaye the tum khushiyon ki saugaat aur pyaar ke rang sang laaye the tum ghum ke gumnaam andhere mein roshni ban kar chhaaye the tum chahat ka ehsaas liye sukoon ban kar dil mein samaye the tum khushiyon se rangeen thi duniya har pal jo mere paas [...]
Posted by: magpk on: June 8, 2009
Kiya hai tum ne hum se Ek waada yaad rakhna Bhool na jaana kahin apna irada yaad rakhna Ab na hamain rulana tum , ab na door jaana tum Pehle hi seh chuke hain dukh itne ziyada yaad rakhna Dil to na dukhao ge mujhay choor to na jao ge Dil main hi base ho [...]
Comments